". Sim kho jane par kya kare | सिम खोने पर क्या करे - Hindi me jane

Sim kho jane par kya kare | सिम खोने पर क्या करे

By:   Last Updated: in: ,

 Sim kho jaane par kya kare :- Dosto agar aapka sim kho gya hai. Or aapko nahi pata sim kho jaane par kya karna chahiye . To aap hamare es post ko padhne ke baad sim kho jaane yaa chori ho jaane ke baad kya karna chahiye . Eske baare me apko puri jankari dene ki koshish karunga , or aap samjh bhi jayenge .



सिम खोने पर क्या करे


Jab kisi ka mobile chori ya kho jata hai. To usko sim ko lekar bahut tensan rahta hai. Ki mera khoya huwa sim ke saath koi galat upyog naa kar le. Aaj kal Froud itna teji se badh raha hai. Jo aapke sim se hi aapka bank balance khali kar sakta hai. Or ese hi bahut user ke saath bhi chuka hai. 



 Sim kho jane par kya kare सिम खोने पर क्या करे


Sim kho jaane ke baad ese condition me kya karna chahiye . Taaki aapke sim suchit rahe to Aap es Articles ko pura dhayan se padhe.


Read also Dhani App क्या है ? | और इससे Loan कैसे लें।

Read also    पैसा कमने का 6 तारीका जाने। paisa kamane ka 6 tarikh ka jaane


Sim khone par kya kare - sim Kho jane ke bad kya kare

Sim kho jaane ke baad use turnt band karna chahiye , Taaki khoya huwa sim ke saath galat kaam naa kar paaye , kisi bhi sim ko band ya block karna bahut asan hai. Bas aapko aapne customer care par call karna hota hai . 


Customer care par call karke sim band kese kare ? 

Agar aapka sim jio , Airtel , Vodafone , Idea hai. To ye sabhi sim ki Customer care number ek hi hai.  ( 198 ) Yaa phir 121 lekin agar aapka sim BSNL ka hai. To  1503 or 1800-180-1503 customer care ka number hai.


Read also फटी एड़ियों का देशी इलाज । फटी एड़ियों में क्या लगाएं?


Aab aapko kisi or ka sim se customer care par call karne hai. Dhayan rahe use customer care ka number par call karna hai. Jis operate ka sim khoya hai. 


  1. Caal lagane ke baad call connect karne ka opsan chune . 


  1. Customer care se aapka call connect hone ke baad sim band karne ka karan bataye. 


  1. Phir customer care aapse kuch details lega , jese ki sim kiske naam par hai. Sim me antim recharge kitna ka kiya tha. Wagera - wagera aapko sab kuch sahi batana hai. 


  1. Details meach karne ke baad kuch second me aapka sim block kar dega . 



Khoya huwa sim kese prapt kare ? 

Agar aap use sim ko phir se chalu karna chahte hai. To apko apna adhar card lekar airtel store ya airtel office jana.hai. waha jakar aap asani se band dobara chaalu karwa sakte hai. Eske liye aapko kuch pese dene ki jarurt nahi hai. 


( Note ) dhyan rahe aapko use document ko lekar jana hai. Jiske naam par wo wala sim hai. Matalab jis time jis time aapne sim kharida tha . Jis naam se document jama kiya hoga use naam ka Id Proof hona chhaiye . Agar aapko nahi pata hai. Ki kiske naam par sim hai. Aao customer care par call karke puch skate hai. Wo apko bata dega . Kiske naam par sim hai. 

  

To chaliye dosto aab me aapko airtel , Jio , Ci , BSNL customer care se baat karne ka number bata deta hau. Taaki aap asani se khoya huwa sim ko band kar ske.


Airtel company me baat karne ke liye kon sa number hai ? 


Airtel Customer care Toll free number ( 198 ) Awam 121 par call karke baat kar skate hai. 


  1. Jio customer care number :- toll free number ( 198) 

  2. Vodafone, Idea customer care toll free number ( 198 or 121 )

  3. Bsnl Customer care: 1503 from BSNL mobile or Landline 1800-180-1503 from other operator mobile or Landline


Es prakar aap khoya huwa ya chori sim ko block ya band kar skate hai. Bas aapko apne sim ke customer care par call karna hai. Or sim band karne ma karan batana hai. Agar apko sim card se judi or bhi sawal hai. To comment box me bata sakte hai. Me aapki help karne ki puri koshish karunga . 


Sim khone par kya kare. Ye aapke man ki puri daut clear ho gya hoga adi aapke ye post achha laga to aap apne dosto ke paas share jarur kare. Taaki use bhi pata chal sake. Sim kho jaane par kya karna chahiye. 



To dosto ese hi amezing fects ko lagatar padhne ke liye hamare blogg ko subscribe jarur kare. To aaj ke liye itna hi ab ham chalte hai. Phir milenge new post ke sath tab tak hamare blogg ke ant tak bane rahne ke liye aap sabhi logo ka dil se dhanyawad ,,

Read also what is the difference between hiv and aids.

 Read also    Facebook account verify kaise kare?  

  Read also      what is papita? What are the benefits of eating papaya?

No comments:
Write comment