2022 Me chhat puja kab hai ?
Chhath puja muhurat New delhi , India ke liye
30 October ( Sandhya Ardhy ) Suryaast ka samay : 17:37:59
31 October { Usha Aradhya ) Suryoday ka samay :06:31:59
2022 ME CHHATH PUJA KAB HAI
30 OCTOBER 2O22 SUNDAY
Aaye jaante hai ki 2022 me chaht puja kab hai we chhat puja 2022 ki tarik wa muhurat chhat parw puja kartik shukl pasti ko manaya jaya hai. Yah parw diwali ke 6 din baad manaya jata hai . Yah National mukhy rup se uttar bihar ke rajy bihar , jharkhand or purwi uttar pardesh me bade hi dhumdham se manaya jata hai.
2022 Me chhat puja kab hai ?
Chhat puja me suray dey or chhati maiya ki puja wa unhe ardhay dene ka vidhan hai. Yah pichle kuch varsho me chhat ko lokpriya ke rup me ek khash pahchan mili hai. Yahi wajh hai ki aab es parw ke ronak bihar kharab ke alawa desh ke kai hisso me bhi dekhne ko milti hai.
Read also मृत्यु क्या है। शरीर से प्राण कैसे निकलते हैं।
Chhat par sury dew or chhati meya ki puja ka vidhan ?
Chhat puja me sury dew ki puja ki jaati hai. Or unhe aradhy diya jata hai. Sury pratyaksh rup me dekhai dene wale dewata hai. Jo prithvi par sabhi praniyon ke jiwan ka aadhar hai. Sury dew ke sath - sath chhat par chhati meya ki puja ka bhi vidhan hai. Puranik manyata ke anushar chhati meya yaa pasti mata santan ki rakhsha karti hai or unhe dirghayu pradan karti hai.
Sastro me Pasti dewi Ko brahma ji ki manas putri bhi kaha gya hai. Purano me inhe maa katyayani bhi kaha gya hai. Jinki puja navratri me pasti tithi par hoti hai. Pasti dewi ko hi bihar - jharkhand me asthaniy bhasha me chhat meya kaha gya hai.
खाय | 28 अक्टूबर 2022 – शुक्रवार |
खरना | 29 अक्टूबर 2022 – शनिवार |
संध्या अर्घ्य | 30 अक्टूबर 2022 – रविवार |
प्रातः अर्घ्य और पारण | 31 अक्टूबर 2022 – सोमवार |
Chhat puja utsav
Chhat puja 4 dino tak chalne wala lok parw hai yah 4 diwsiy utsavon hai. Jinki shuruwat kartik chaturthi se hoti hai . Or kartik shukl saptami ko es parw ka samapan hota hai.
Read also अपने मृत्यु के तारीख को जानें! Www.death_cloth.org. अपने मृत्यु( मौत) के तारीख का पत्ता कैसे लगाएं?
Nahay khay { Pahla din }
Yah chhat puja ka pahla din hai Nahay khay se matlab hai ki es din asanan ke baad ghar ki saaf safaai ki jaati hai. Or man ko tamsik prakriti se bachane ke liye sakahari bhojan kiya jata hai.
Kharna { Dusra Din }
Kharna chhat puja ka dusra din hai . Kharna ka matalb pure din upwas se hai. Es din wart rakhne wala wakti jal ki ek bund tak grahan nahi karta hai. Sandhya ke samay gud ki khir , Ghee lagi hui roti or falo ka sewan karti hai. Saath hi ghar baaki sasdyo ko ese prasaad ke tor par diya jata hai.
Sandhya Ardhry { Tisra Din }
Chhat parw ke tisre din kartik shukl pasti ko sandhya ke samay sury dew ko ardhy diya jata hai. Shyam ko baansh ki tokari me falo thekuwa , chawal ke laddu aadi se ardhy ka suf sajaya jata hai. Jiske baad warti apne pariwar ke sath sury ko ardhy deti hai. Ardhy ke samay sury dew ko jal or dudh chadhaya jata hai. Or prasad bhare sup se chhati meya ki puja ki jaati hai. Sury dew ki upasana ke baad ratri me chhati mata ke geet gaaye jate hai or wart katha suni jati hai.
Usha ardhy { Chotha Din }
Chhat parw ke antim din subah ke samay sury dew ko ardhy diya jata hai. Es din pahunchkar ugte sury ko ardh deti hai. Eske baad chhat mata se santan ki rakasha or pure pariwar ki sukh shanti ka waar manga jata hai. Puja ke baad warti kachhe dudh ka sarbat pikar or thoda prasad khakar wart ko pura karti hai. Jise paran yaa parna kaha jata hai.
Chhath puja widhi
Chhath puja se pahle niyam samagri juta le. Or phir sury dew ko vidhi vidhan se ardh de.
● Bans ki 3 badi tokari , Baans tokari , Bans ya pital ke bane 3 sup , Thali , dudh , or glass
● chawal , lal sindur , dipak , nariyal , haldi , ganna , suthani , sabji or sakarkandi .
● Naash pati bada nimbu , sahad , paan , sabut , supari , keraw , kapur z chandan , or mithai
● Prasad ke rup me thekuwa , maalpuwa , khir - pudi , suji ka halwa , chawal ke bane laddu le.
Read also आखिर शव को अकेला क्यों नहीं छोड़ा जाता है।
Read also अपने मृत्यु के तारीख को जानें! Know your date of death!
Read also इंसान की मृत्यु क्यों होती हैं? मृत्यु कैसे होती है जानें!
Aradhy dene ki widhi
Baans ki tokari me uprokt samagriyon rakhe. Sury ko ardhy dete samay sara prasad sup me rakhe . Or sup me hi dipak jalaye . Phir nadi me utarkar sury dew ko ardhy
Ham asha karte hai ki chhath puja par aadharit yah lekh Aapko pasand aaya hoga . Chhath puja ki or se sabhi pathko ko chhath parw ki subhkamnaye ?
Chhath Puja ke pahle din.
Jiski shuruaati Kartik shulk chaturthi se Hoti hai aur Kartik shulk samapti ke is per ke sampann Hoti hai chhath Puja ke pahle din banae khae hota hai is din Khan karne ke bad usko saaf Safai per Dhyan dete Hain aur man Ko tamam Sikh parivartit se bachane ke liye shakahari bhojan Kiya jata hai.
Chhath Puja ke dusre din
Chhath Puja ke dusre din kharna kahlata hai pura din upvas Rakha jata hai aur ISI ke din Raat mein vrat rakhne wala vyaktigat ho ya mahila ek Boond tak pani nahin Peet Karta hai Sandhya ke samay mein good aur khir bhi khir Lage hue roti aur falon ka Sevan karte hain aur sath hi baki sadasya ke roop mein grahan karte Hain.
Chhath Puja ke teesre din.
Aur chhath Puja ke teesre din Sandhya Surya Dev ko Aaradhya Diya jata hai aur sham ko bus ki tokri mein theek hua chawal laddu hai sab sajaya jata hai vah fal bhi diya jata hai bad mein pratishat aadesh Parivar ke sath Bhagwan Surya Dev ka aarambh dete Hain aarak dene ke samay jalesar dudh chadhaya jata hai aur Prasad bhare Shubh ko chhath Maiya ki Sukh Kiya jata hai Surya Dev ke vasna ke bad chhathi Maiya ke Geet Gaya bhi jata hai apna Suraj chhath parv ko manane ke liye apna apna area ka sawal hai aapke anusar aur apna Insan ke anusar Puja ko manaya jata hai.
Chhath Puja ke chauthe din.
Chhath Puja ke chauthe din subah ka ark bhagwan Shri Dev Ko Diya jata hai iske din Shubh Surya Dev se pahle Nadi ke Ghat per pahunchkar hote hue sathiyon Ko Aag kahate Hain iske bad chhath Mata se Santan ka raksha aur pure Parivar ki Sukh Shanti ka mange maja aata hai.
Chhath Puja ka mahatva.
Chhath Puja manane ka matlab hai chhath Puja hindu dharm mein banaya nahin jaane wala ek bada tyohar hai jismein shuddh Bhagwan ka Pujan Kiya jata hai yah Purvi Bharat Jaise Bihar Jharkhand Uttar Pradesh UP Nepal Hindu Vaidik utsah hai jo Bhagwan Surya aur Devi sabhi ki samapti ke yah char din ka utsav hota hai Kartik shulk chaturthi shuru hokar Kartik shulk mukt bhi Tak samapt Ho jaati hai Prithvi per jivan banae rakhne ke liye Bhagwan karne ke liye yah Puja Kiya jata hai mahilaon Bhagwan Surya mataki Aashirwad prapt karne ke liye din ke upvas Kiya jata hai iske din Sukh samprday ka gati prapt karne ke liye Bhagwan Surya ka Puja Kiya jata hai Suraj ka lauki ko Devta ko jivan Shakti pradan karne ke liye Kiya jata hai..
Chhath Puja 2012 date in Bihar.
2022 mein chhath Puja kab hai.
Chhath Puja ka pahla aarak kab hai.
Teen chhathi kab hai.
November mein chhath Puja kab hai.
2022 mein chhath Puja kab hai.
No comments:
Write comment