". Dusre ka sim kaise band kare - Hindi me jane

Dusre ka sim kaise band kare

By:   Last Updated: in: ,

 Dusre ka sim kaise band kare

Namskar dosto , Aaj me aaplogo ko batane jaa raha hau. Ki dusre ka sim kaise band kar.Agar aap kisi dusre ka sim band karna chahte hai. To aap asani se kar skate hai. Lekin eske liye us sim ka puri jankari apke paas hona chahiye .

   


 Dusre ka sim kaise band kare


Maan lo ki aap kisi dost ka sim band karna chahte hai. Ti dost ka sim ki puri details aapke paas hona chahiye , Jese me sim kiske naam par hai. Sim kis document se liye hai. Us document ko puri janakari hona chahiye . Tabhi aap us sim band kara skate hai.  Or sim kis karan se band kara rahe hai . Usaki jankari bhi aapake pas hona chahiye 


Yad rahe aap kisi wajah se kisi ka sim band nahi kar skate hai. Agar kar bhi liya to wo sim aapke dost dobara chalu bhi kara skate hai. Agar wo sim apake naam par hai. Or wo wakti us sim ka galat upyog kar raha hai. To aap bilkul bNd kara skate hai. To chaliye aab jante hai. Dusre ka sim kaise band kare . 


  

Read also न्यू सिम कार्ड कैसे चालू करें। How to activate new SIM card.

Dusre ka sim kaise band kare ? 

Dusre ka sim band karne se pahle aapke paas kya - kya hona chahiye , Wo me apko uper me bata diya hau . Aab me apko sim band karne ka process bata deta hau. Aap jis bhi companies ka s band karna chahte hai. Jese :- airtel , Jio , Vodafone , Idea , Bsnl  us companies ka dusra sim aapke paas hona chahiye ,


Maan lo aapke dost ka airtel ka sim hai. Or aap us sim ki band karna chahte hai. To aapke paas ek airtel ka sim hona jaruri hai . Maan Lo aapko dusre ka airtel sim band kaise kare , Eske baare me bata raha hau. Aap sabhi esi steps ko follow karke jio , vodafone , idea , bsnl sim band kara skate hai. 


Read also एयरटेल से एयरटेल में एमबी या डाटा कैसे ट्रांसफर करें?

Read also Online sim card kaise band Karen. सिम कार्ड कैसे बंद करें।


Sabse pahle airtel Customer care 198 Yaa 121 Par call karna hai , 

Caal lagane ke baad customer care se baat karne ka opsan chune ,  


Jab aapka call customer care se connet ho jayega . To aapko us sim ka number dena hai. Customer care ko jo sim aapne band karna chahte hai. Or use kahna hai . Sar ye sim kho gya hai. Band karna chahte hai. 


Aab aapse us sim Ki puri janakari customer manegi jo aapko bilkul sahi dena hai. Ek bhi mistek nahi karni  hai. Jankari ko conform karne ke baad sim band kar dega . 


Es prakar aap  jio , bsnl , Idea , Vodafone sim band kara skate hai. Bas aapko us companies ka customer care ka number aapke paas hona chaahiye . Me aapko sabhi companies ka customer care number de deta hau . Jis trah aap airtel sim band ka process jana usi prkar aap sabhi sim ke saath Apply kar sakte hai. Aanik vala karke sim band kara skate hai. 


  1. Jio customer care number : 198 , ( +91-1800-889-9999) 

  2. Vodafone customer care number :198 या 199

  3.  Idea customer care toll free number : 198 या 199 

  4. Bsnl customer care number : 198 या 1800 345 1500


Dosto me aapko har ek telecom companies ka toll free number de diya hai. Aap jis bhi companies ka sim band band karana chahte hai. Us call karke aapne dosto ya kisi ka sim se company se baat karke aap dusre ka sim band kara skate hai. 


Es post ke madhyam se aapne jana ki dusre ka sim kaise band kare. Es prakar aao apna sim band kara skate hai. Agar sim kho gya hai. Yaa aapke paas ek se adhik sim hai. Or aap us sim ko aap band karana chahte hai. To aap es steps ko follow karke band kar skate hai. 

Read also     सिम कार्ड खो जाने पर क्या करें? - Sim Card kho jata hai, to kya kare? - पूरी जानकारी!

Read also   आधार कार्ड पर कितने सिम है कैसे पता करें


To dosto sim band kaise kare . Eske baare me agar apke man me koi sawal hai. Yaa phir apko kuch puchna hai. To aap comment box me comment karke likh sakte hai. Ham aapke har sawalo ka jabab dene ke liye hamesha tayar hai. 


To apne raay hame comment me jarur bataye . Or sim ke baare me jankari aplogo ko chahiye to kis wishay me apko articles chahiye . Ye bhi hame comment box me bataye . Taaki aapke hisab se me post likh kar late rahte hai. 


To dosto umeed karta hau . Ki ye janakari apko kafi achha laga hoga . To aaj ke liye itna hi ham chalte hai.phir milenge tak ke liye jay hind jay bharat 


ऑनलाइन सिम कैसे बंद करें । Jio sim band kaise kare । Airtel sim band kaise kare onlineएयरटेल सिम कैसे बंद करेंऑनलाइन सिम कैसे बंद करें Jioऑनलाइन सिम कैसे बंद करें ideaऑनलाइन सिम कैसे बंद करें BSNLसिम बंद करने का एप्सऑनलाइन सिम कैसे बंद करें Vodafoneजिओ सिम बंद करने का नंबरबंद सिम कैसे चालू करें IdeaJio सिम खो जाने पर क्या करेवोडाफोन सिम ब्लॉकनंबर बंद

No comments:
Write comment