Band Jio sim chalu kaise kare:- Dosto ek baar phir se sawagat hai. Aapka hamare blogg me , Dosto aaj ke es post me janege. Ki band jio sim ko chalu kaise kare.
Band Jio sim chalu kaise kare
Es post me aaplog janenge. ki Band Jio sim ko chalu kaise kare.Agar aapka sim kisi karan wash band ho gya hai. Or aap use dobara chalu kara sakte hai. Bas aapko niche diye gaye steps or tricks ko follow karna hai. Jisse aap band jio sim ko dobara se chalu kara skate hai.
Sim band hone ma kai karan ho skata hai. Jese ki 3 mahine se koi recharge nahi karne ke wajah se or Sim kharab ho jana , Sim Chori ho jana or phir se mil jana or use dubara chaalu karana And etc. Chahe karan jo bhi ho. Band sim ko phir se chalu kiya jaa sakta hai.
Kisi bhi sim aapne aap band nahi hota hai. Jab aap 3 se 4 month tak koi Recharge nahi karte hai. To aapka sim band ho jata hai. To ese me chaliye janate hai. BAND Sim ko chaalu kaise kare .
Jio band sim chalu kaise kare
Band sim chalu kaise kare
Jio band sim card chalu karana bahut aasan hai. Esme aapko E-Kyc karna hoga . Jo aap Jio store par jakar karwa sakte hai. Hui Store par jaane se pahle us sim ki puri details aapke paas hona chahiye , Jese ki band sim number , Adhar Card Number , Bas aapke paas 2 chij hona jaruri hai. Uske baad aap bahut asani se band sim ko phir se chalu kara skate hai.
Read also न्यू सिम कार्ड कैसे चालू करें। How to activate new SIM card.
Read also Dusre ka sim kaise band kare
(Note ) jio store Par jaane se pahle numbers ko ek baar call karke dekh le. Sim band bata raha hai. Yaa ring jaa raha hai. Agar ring jaa raha hai. To aap us sim ko nahi chalu kara skate hai. Kyoki wo sim Jio Companies kisi or ko de diya ho.
Kai baar esa hota hai. Ki jab aapne sim par 1 saal tak band rakhte hai . To wo sim dwara chalu karke kisi or ko de diya jata hai. Jo ki uske naam par rahta hai. Lakh koshish karne par bhi wo number aap nahi le skate hai. Lekin aap wo number kisi ke haath me nahi gya ho to Possible ho skata hai. Es baat ko dhyan rakhe.
Read also एयरटेल से एयरटेल में एमबी या डाटा कैसे ट्रांसफर करें?
Read also Online sim card kaise band Karen. सिम कार्ड कैसे बंद करें।
Sim card se releted puchne wala sawal ?
Sawal : Band sim chalu karne me kitna samay lagta hai.
Jabab : Lagbhag 7 din lag sakta hai.
Sawal ; Band sim chalu karne me kitna paisa lagta hai.
Jabab : Ek bhi paisa nahi lekin agar aap local dukan me sim chalu karwate hai ti aapse kuch paisa le sakta hai.
Sawal : Sim chalu hone ke baad kya usme jitna paisa to wo mil skata hai.
Jabab : Yes bilkul aapke mobile jo balance hai . To wo aapko wapas mil jayega .
Sawal : Mera sim kisi or ne le liya hai. To kya mujhe wapas mil sakta hai.
Jabab : Bilkul nahi eske baare me pahle bata chuka hai.
Sawal : Jio sim band hone me kitna samay lagta hai.
Jabab : Kisi bhi Sim me 90 din tak koi Recharge naa karne par sim band ho jata hai.
Sawal : Kya sim Replace karne or hamara contact number mil payega .
Jabab : Ji nahi eske liye Aap purana sim ka contact list backup le sakte hai.
Band jio sim chalu kaise kare or eske alawa sabhi sawal ka jabab mil gya hoga . Umeed karta hau. Jio sim band ho jaane par use dobara chalu kaise kare ke baare me aapne jana yadi Jio sim se Reletd or bhi sawal hai. To aap hamse comment me puch skate hai.
Or agar apke paas koi achha sujhaw dena chahte hai. Yaa phir apke man me koi sawal hai. To comment box me jarur bataye . Taaki me apke liye usi ke uper me post ko likh kar launga . Jise aap padh sakte hai.
To dosto hamare blogg ko subscribe jarur kare. New Notification ke jankari ko paane ke liye Aap ke sath Hamara Biswash Sawagat karta hai. Aap sabhi ka Verma News Ke Teem dil se dhanywad hai.
Mere taraf se Aap sabhi ko Verma News SuBh badhai deta hai. Or naye saal ka hardik subhkamnaye .
सिम को चालू कैसे करें? । एयरटेल बंद सिम कैसे चालू करें? । बीएसएनएल सिम को कैसे चालू करें? । खराब सिम कैसे ठीक करें? । जिओ सिम चालू करने के लिए नंबर । जिओ सिम बंद होने के कारण । सिम कैसे चालू करें । ऑनलाइन सिम कैसे बंद करें । एयरटेल सिम चालू करने के लिए नंबर । बीएसएनएल सिम कैसे चालू करें । बंद सिम कैसे चालू करें Idea । एयरटेल सिम कैसे चालू करें । वोडाफोन सिम कैसे चालू करें । Idea sim chalu karne ka number । ऑनलाइन सिम कैसे बंद करें Jio । SIM । ऑनलाइन सिम कैसे बंद करें Jio । ऑनलाइन सिम कैसे बंद करें Airtel
सिम बंद करने का एप्स । ऑनलाइन सिम कैसे बंद करें Vodafone । ऑनलाइन सिम कैसे बंद करें idea । ऑनलाइन सिम कैसे बंद करें BSNL । एयरटेल सिम कैसे बंद करें । जियो सिम को कैसे बंद करें
Read also सिम कार्ड खो जाने पर क्या करें? - Sim Card kho jata hai, to kya kare?
Read also आधार कार्ड पर कितने सिम है कैसे पता करें
No comments:
Write comment